Monday, May 17, 2010

Tum

Rikt vyanjana ke rajat pat par,
tarni tatt ka praval ho tum,
greshm diva sa vyakul yeh man,
us [ar sharad si alsayi tum,
hemant ki unmad aabha tum,
himnad ki angrdayi tum.....